Up next


SALAWAT | New Islamic Song 4 Kids | Salawat ki barkat | Official Music Video | Sabeel Toons

1 Views
Play2Box
12
Published on 02/February/23 / In Islamic Videos

Official Music video by Sabeel Toons on Barkat of Salawat.
Turn on captions for English, Urdu and Roman Hindi subtitle.
Write your comments here: https://bit.ly/2Z5XXzm

Find this Song on Spotify https://spoti.fi/3a4fZIB
Save our playlist to your library https://spoti.fi/371fihm

Find this Song on Apple https://apple.co/3d00ovJ

Salamunalaikum!

Salawat ki barkat poem ek hadees par based hai. (Kanz-al-amaal, vol1, p 2219)

Us mein shehad ki makkhi ki zubani salwat ki barkat bayan ki gayi aur is mein bataya gaya hai ke shehad ki makhi ka shehad itna mitha is liye hota hai kyonki wo Mohammad wa aale Mohammad (A.S) par salwat parhti hai!

Parents se guzarish hai ki apne bachon ko ye poem yad karwaen aur mazhabi mehfilon aur ghar ke functions mein parhwaen aur unki video bana kar hamen bhejen aur Qur'an wa Ahlebait ki taleemat ko aam karne mein hamara hath batain. Jazakumullah.

Send your videos here:
Email: [email protected]
Whatsapp: +91 8928514110

Poet: Syed Jafar Zaidi
Reciter: Syeda Sana Fatima, Syed Hyder Abbas, Saima Hasan
Music: Ali S.Zaidi (JUST)
Mix and Master: MAWA
Video: OWJ
Produced by: SabeelToons
Copyright Owned by Sabeel Toons
---------------------
Lyrics of song:

Ek Roz Jo Paighambar Hamrah e Ali Maula
Ek Bagh se jo Guzre Mausam bhi tha Garmi ka
Ek Roz Jo Paighambar Hamrah e Ali Maula
Ek Bagh se jo Guzre Mausam bhi tha Garmi ka
Dekha jo payambar ko Khush Ho ke Chali Aayi
Makkhi Woh Shahad Ki thi Daaman Mein Jagah Payi
Daman Mein Jagah Payi
Choome woh Reda Unki Atraf e Nabi Ghoome
Choome woh Reda Unki Atraf e Nabi Ghoome
Qadmon Mein bichi Jaye Pairon Ko kabhi choome
Pairon Ko kabhi choome
Pucha jo payambar Ne Ek Baat to Batlana
Meetha Hai Shahad Kaise Yeh Raaz to Samjhana
Yeh Raaz to Samjhana
Goya Hui woh Makkhi Jab Naam Tumhara Lun
Us Naam Ki Barkat Se Sau (100) Phool Khilen Har Soo
Sau (100) Phool Khilen Har Soo
Ras Phoolon Ka Peeti Hun Salwat Padhun Har Dam
Salwaat Ki Barkat se Banta Hai Shahd khaatam (sa)
Banta Hai Shahd khatam
Behtar hai yeh Shakar Se Aur Qand Se Aala Hai
Yeh Zaiqa Shahd Mein Salwaat ne Dala Hai
Behtar hai yeh Shakar Se Aur Qand Se Aala Hai
Yeh Zaiqa Shahd Mein Salwaat ne Dala Hai
Yeh Zaiqa Shahd Mein Salwaat ne Dala Hai

-------

اک روز جو پیغمبر ہمراہ علی مولا
اک باغ سے جو گزرے موسم بھی تھا گرمی کا
اک روز جو پیغمبر ہمراہ علی مولا
اک باغ سے جو گزرے موسم بھی تھا گرمی کا
دیکھا جو پیمبر کو خوش ہو کے چلی آئی
مکھی وہ شہد کی تھی دامن میں جگہ پائی
دامن میں جگہ پائی
چومے وہ ردا انکی اطراف نبی گھومے
چومے وہ ردا انکی اطراف نبی گھومے
قدموں میں بچھی جائے پیروں کو کبھی چومے
پیروں کو کبھی چومے
پوچھا جو پیمبر نے اک بات تو بتلانا
میٹھا ہے شہد کیسے یہ راز تو سمجھانا
یہ راز تو سمجھانا
گویا ہوئی وہ مکھی جب نام تمھارا لوں
اس نام کی برکت سے سو پھول کھلیں ہر سو
سو پھول کھلیں ہر سو
رس پھولوں کا پیتی ہوں صلوات پڑھوں ہر دم
صلوات کی برکت سے بنتا ہے شہد خاتم
بنتا ہے شہد خاتم
بہتر ہے یہ شکر سے اور قند سے اعلا ہے
یہ ذائقہ شہد میں صلوات نے ڈالا ہے
بہتر ہے یہ شکر سے اور قند سے اعلا ہے
یہ ذائقہ شہد میں صلوات نے ڈالا ہے
یہ ذائقہ شہد میں صلوات نے ڈالا ہے
-----
👇🏼 Sabeel Toons ko support karne ke liye hamse raabta karen.

1⃣ Patreon👇🏼
http://Patreon.com/SabeelMedia

2⃣ PayTm👇🏼
PayTm No: 9711547865

3⃣ Google Pay
+918454046678

4⃣ Net Banking👇🏼

Bank Account Name: SABEEL WELFARE FOUNDATION
Bank Account Number: 921020015945969 (All are Numbers)
Bank Name: Axis Bank
IFSC code: UTIB0000395
Branch Name: MIDC ANDHERI BRANCH

Show more
1 Comments sort Sort By

Ronghinrongdhonu12
Ronghinrongdhonu12 2 years ago

Nice

   0    0
Show more

Up next