Up next


Destan Urdu - Episode 1

0 Views
Play2Box
12
Published on 14/August/24 / In Entertainment

To Subscribe to Destan Urdu YouTube Channel: https://bit.ly/3qa98V0

Dastan ke pheley hesay main; 8 veen sadee main, vasti Asia main ak vehsi door ka raaj hai, Un sarzameenon main jahan abhi tak Islam qabool nahi kiya gaya tha. China ne Turks ki tang ki tarif ashara kiya hai, Rusee, Mangol, Sogdians, Pharsi jaal main intezarr kar rahy hain. Goya ye kafi nahi, ek hi bazoo ko ‘Atam’ khenay waly Turk qabail ek 2sary ke darmiyan shaded dushmani hai. Jo 2no Turk Pahar khanate or Gok khante dusaray ke khilaf hain.

En sayasi halat mein, Gok Khanate ke aazeem khan, Alpagu khan, ne apney bhai Balamir yabgu ki beti, jis per usey bagaveet ka shuba hai, ko apney langarey betay Batuga ke liya dulhan ke toor per le Janay ka fasala kiya. Wo apney khanadan ko akhata karta hai or larkari manganey ke liya magharabee Gok khanate ki tarif rawana hota hai. Rastey main ek both bara khatera in ka intezaar kar raha hai. Pahari jangjoo Akkiz, jo bachpan se hi intaqeem ki aggh main jal rahi hai!
#destan #destanurdu

Show more
0 Comments sort Sort By

Up next